apne husn pe itna bhi itrana mat,
chhod ke mujh ko raste me ruk jana mat.
bhul na jana meri maji ki baton ko,
doston ki duniya me kho jana mat.
bahut si bat adhuri hai meri,
aj kahne do baton me uljhana mat.
dur rahkar duriyon ko badhane ka kya fayda,
yun apne doston ko sataya karo mat.
baat karne ko ji chahe tujh se baar baar,
itni bhi shiddat se tum yaad ana mat.
har waqt khayal rahe jise tera,
use apni awaz ke liye tadpaya karo mat.
mera qismat teri hathon ki lakiron me hai,
apni hathen kisiko dikhlana mat.
apne husn pe....................
4 comments:
waaah..........
apne husn pe itna bhi..............
realy nice
luved it!! <3 :))
thanx dear... It means a lot.
Post a Comment